Search This Blog

Diwali SMS

diwali, DIWALI 2015, diwali greeting, diwali images, diwali wallpaper, HAPPY DIWALI, happy diwali greetings, happy diwali wallpaper, history of diwali,

Sukh ki barsat .. happy deepawali

Sri ram and seeta ji aapke ghar sukh ki barsat karen,
Dukh or kaston ka naas karen.
Prem ki phuljhari wa anar aapke ghar ko roshan kare.
Roshni ke diye aapki zindagi me khusiya layen.
Happy deepawali


Aaj se aap ke yaha dhan ki barsat ho

aaj se aap ke yaha dhan ki barsat ho,
maa laxmi ka vas ho, sankatto ka nash ho
har dil par aapka raj ho, unnati ka sar par taj ho
ghar me shanti ka vas ho
* HAPPY DIWALI *

Ye diwali aapke ghar aangan mein

Jhilmilate dipon ki aabha se prakashit
Ye diwali aapke ghar aangan mein
Dhan dhanya sukh samridhi aur ishwor
Ke annat aashirwad le kar aaye.
Happy Diwali.